Sunday 27 March 2016

Banjh Pan Ka Mukamal Ilaj

Banjh Pan Ka Mukamal Ilaj

Hazrat Zakariya (A.S.) ki Bivi Banjh theen aur Burhapay ko pohanch gai theen lakin Aulad ki nemat hasil karnay k liye Hazrat Zakariya (A.S.) nay Allah ki bargah main dua ki jiska zikar Surah E Mariyam main mojud hai.
Ayat No 5: Aur Bayshak main apnay baad apnay rishtedaron say darta hon aur meri bivi banjh hai pas Tu apnay haan say aik waris ata kar.
Hazrat Zakariya (A.S.) nay dua ka jo rasta ikhtiyar kiya uski badolat Allah ki zaat nay unki dua qabool farma kar unhain aulad ki nemat ata farmai. Hamaray Bazurgon nay Hazrat Zakariya (A.S.) ki us dua ki Rohaniat say is Naqsh (Banjh Pan) ko tayar kiya. Ye Naqsh (Banjh Pan) Sayel k name mansoob hotay hi us k wajud ko tamam nehas asrat say Pak kar k Allah ki Bargah say Sayel k liye dua ki manzoori karwata hai. Is Naqsh (Banjh Pan) ki barkat say Aurat ka Banjhpan khatam hota hai aur wo Allah ki Rahmat say na sirf Haamla hogi balkay Doran E Hamal maa aur bacha Allah ki panah main rahen gay.

https://www.pray.net.pk/shop/banjh-pan-ka-mukamal-ilaj/